Baby Head Hot But No Fever? Sar Garam Rehnay Ki Asal Wajah

Kya aapke bachay ka sar hamesha garam rehta hai lekin thermometer par bukhar nahi aata? Is video mein Dr. Zobaria Saleem explain kar rahi hain ke 0 se 1 saal ke bachon ka sar aur hath paon garam kyun rehte hain, metabolic rate kya hota hai, aur normal warmth vs true fever mein farq kaise karein.

اس موضوع پر مزید پڑھیں