Bachon Mein Early Puberty Kyun Hoti Hai? (Precocious Puberty Hidden Causes)
Kya aapko lagta hai ke bachay aaj kal jaldi mature ho rahe hain? Early puberty yaani bachon mein jaldi baligh hona ab Pakistan mein bohat common ho gaya hai. Lekin iska asli reason kya hai? Is video mein, Dr. Zobaria Saleem—experienced child specialist—simple language mein explain karengi wo hidden medical reasons jo har parent ko pata honay chahiye!