Chickenpox Ka Ilaj (Lakda Kakda) | 7 Days Recovery Guide

Bachon Main Chickenpox Ka Ilaj – Complete Guide by Dr Zobaria Bachon main chickenpox ka ilaj, alamat, aur prevention – sab kuch ek hi video mein! Dr. Zobaria Saleem, Pakistan ki mashhoor child specialist, parents ko asaan zubaan mein batati hain ke chickenpox (chechak) ki pehchaan kaise karein, ghar par bachon ka khayal kaise rakhein, aur kab doctor se rujoo karna zaroori hai.