ADHD in Kids: It's More Than Just 'Sharaarat
Kya aapka bacha har waqt hyper rehta hai, baat nahi maanta, ya jaldi distract ho jata hai? Yeh sirf badtameezi nahi ho sakti — ADHD ek medical condition hai jo samajhna zaroori hai. Is short video mein jaaniye ADHD ki aam nishaniyan aur wo baatein jo har maa baap ko maloom honi chahiye. 💡 #ADHD #ParentingTips #MentalHealth #BachonKaIlaj #drzobaria