Kya Bachon Ki Vaccination Ke Side Effects Khatarnak Hain?

Kya bachon ki vaccination ke baad bukhar, dard ya soojan hona khatarnak hai? Is video mein Dr. Zobaria bachon ke teekon (child vaccination) ke aam aur ghair-mamooli side effects par tafseel se baat kar rahi hain, taake har waldain apne bache ki behtar dekhbhal kar sakein.